Khamosh Fiza Thi Saya Bhi Nahi ThaKhamosh fiza thi saya bhi nahi thaIs duniya mein unsa koi aaya bhi nahi thaKis jurm mein cheeni gai humse hamari hassiHumne to kisi ka dil dukhaya bhi nahi tha
Khamosh Guzar Jate Hain Woh Kareeb SeKhamosh guzar jate hain woh kareeb seSawal uthte hain dil mein ajeeb seWoh khafa hain ya yeh unki koi ada haiShikayat bhi kya karein ab agar yahi hai naseeb mein
Fursat Nahi Unhe Humse Kuch Batein Karne KeeFursat nahi unhe humse kuch batein karne keeIsliye ab har waqt khamosh rehte hain
Khamosh Hothhon Ka Agar Ishara Mil JaayeKhamosh hothhon ka agar ishara mil jaayeIn dilkash nagmon ka sahara mil jaayeAapki mast nazarein bekaraar lagti hainDekh kar inhe mujhe bhi shayad koi sahara mil jaaye
Khamosh Hothon Ka Agar Ishara Mil JaayeKhamosh hothon ka agar ishara mil jaayeIn dilkash nagmon ka sahara mil jaayeAapki mast nazarein bekaraar lagti hainDekh kar inhe mujhe bhi shayad koi sahara mil jaaye
Do Chaar Lafz Keh Kar Khamosh Ho Geya MainDo chaar lafz keh kar khamosh ho geya mainWo muskura ke boli bahut bolte ho tum